Har koh e bulund koh-e-toor nahin hota
An al Haq kahne se koi mansoor nahin hota
Usne insaniyat wasta de diya tha warna
Main kabhi bhi itna mazboor nahin hota
Achha kiya tu ne mujh se befawai karke
Warna shayed itna main mashhoor nahin hota
Mere amad se hai tere rukh-e-roshan pe raunak
Warna tere chehre pe sanam itna noor na hota
Bichhde barhan aur phir mile har bar achanak
Na hota ye, gar khuda ko manzoor nahin hota